** Assalamu Alaikum **
Haakim ABU NAIM se Marvi Hai – ki- HUZOOR E AKDAS sal lal Laho Alaihe wasallam ne Farmaya > ki- LAZIM PAKRO – GAAY (COW) KA DOODH PEENA
KYUKI – WOH SHIFA HAI – AUR- USME DAWA HAI – AUR- GAAY KA GHEE – ISLIYE- KI, WOH SHIFA HAI – AUR- USKE GHOST SE BACHO – KYUKI – USME WABA (BEEMARI) HAI
Haasiya -Masnad imaam Aazam
Dosto – Ulma e kiraam Farmate Hain – Beemar Aadmi GAAY ke Ghost se Parhez kare- aur- Beemar Janwer ka Ghost istemal Na kiya Jaay – Warna GAAY Ek Halal Janwer Hai
Aur- Medical Science ke Mutabik – Gaay ke ghost me 1 khaas Bacteria Hota Hai – Joki- “T B” aur Jigar ki Beemari ka Bayes Ban Jata Hai
Gaay ka Ghost – Jigar ke Phode -aur- Dimag ki Khatarnak Beemari Banata Hai > Jise “made cow dases” kahte Hain
Dosto – abhi Haal hi me – England me GAAY ke Ghost ke Zariye Ek Bimari Saamne Aayi Hai – Jiska Naam J D hai
iska Mareez – Diwana aur Paagal Ho Jata Hai- Apni Yaddast tak kho deta Hai- yaha tak ki “Khudkushi” ki taraf MayeL Hota Hai
Aur- ye Baat pahle hi Saabit Ho Chuki Hai – ki- Gaay ke Ghost se DIL ke Marz me Kafi izafa Hota Hai
Yaha tak ki- DIL ke Azlat Dheele Hoker DIL ki Dharkan me Kami ka Bayes Bante Hain
Aur – Austrelia me to Gayo ka MukammaL Checkup Hota Hai – aur- Makool ilaaj Hota Hai
Unka Kahna Hai ki – GAAY – Sehat mand Rahengi -to- Hum Log bhi Sehat mand Rahenge
Dosto- isiliye- Janabe RISALAT PAK MOHAMMAD (s.a.w) ne HAME 1400 Saal Pahle Hi – GAAY ke Bare me Bata diya tha- Jise ab Science ne Jana Hai
*** ((( $UBHAN ALLAH ))) ***

Noor Aqsa

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.

Share
Published by
Noor Aqsa

Recent Posts

Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात)

शब्-ए -बरात बेशुमार हैं शब् -ए-बरात यानि 15th शाबान में बख्शीश व मगफिरत वाली रात…

2 years ago

Shab E Barat 2022: इबादत की रात शब-ए-बारात, जानिए कब और कैसे मनाया जाता है|

शब्-ए-बरात की रात मुस्लिम समाज के लोग मस्जिदों और कब्रिस्तानों में अपने और पूर्वजों के…

2 years ago

शब-ए-बारात 2022 (SHAB-E-BARAT FESTIVAL)

शब-ए-बारात - शब-ए-बारात का पर्व मुस्लिमों द्वारा मनाये जाने वाले प्रमुख पर्वों में से एक…

2 years ago

शब् बरात के बारे मे कुछ जरुरी बातें |

शब-ए-बारात दो शब्दों, शब[1] और बारात [2]से मिलकर बना है, जहाँ शब का अर्थ रात होता है वहीं बारात का…

2 years ago