Islamic Blog

Alhamdulillah wa SubhanAllah wa La ilaha illAllah wa Allahu akbar kahne ki fazilat

madina

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Mafhum-e-Hadith : Alhamdulillah wa SubhanAllah wa La ilaha illAllah wa Allahu akbar kahne ki fazilat ——- ✦ Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Ek aise darakht ke pass se guzre jiske patte sukh chuke they , Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne us par laathi maari […]

Quran majeed ko padhte raha karo

quran e kareem

Bismilahirrahmanirrahim ✦ Hadith : Quran majeed ko padhte raha karo kyunki insaano ke dilo se dur ho jane mein wo oont ke bhagne se bhi badh kar hai ——— ✦ Ibn Umar radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam ne farmaya Hafiz e Quran ki misal rassi se bandhe huye oont […]

Momeen ki rooh

FB IMG 14719640084374914

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith: Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye ——— ✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Momeen ki rooh (maut ke baad bhi) Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak […]

kya tum ye jaante ho ki Suraj kahan jata hai ?

sun

Abu Dharr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne apney sahaba Radi Allahu Anhuma se ek din farmaya kya tum ye jaante ho ki Suraj kahan jata hai ? unhone kaha ki Allah aur uska Rasool khub janta hai , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ye chalta rahta hai […]

Noha (Matam) karna jahiliyat ka kaam hai

muharram poetry

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Noha (Matam) karna jahiliyat ka kaam hai ——– Hazrat Abu Malik Ashari Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya noha (Matam) karna jahiliyat ka kaam hai , aur noha karney wali agar bina tauba ke mar jaye to Allah subhanhu usko tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega […]

KHUSH-AQIDA YAFOOR

FB IMG 14717007118290150

HIQAYAT ********* Fateh Khaiber Ke Baad Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Wapas Aarahe The Ki Raste May Aapki Khidmat May Ek Gadah Haazir Hua Aur Arz Karne Laga-Huzoor! Meri Arz Bhi Sunte Jayiye! Huzoor Rehmat-A-Aalam SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Us Miskin Jaanwar Ki Arz Sunne Ko Taher Gaye Aur Famaya: Batao Kya Kehna Chahte Ho? Wo Bola, Huzoor Mera Naam Yazeed […]

Mafhum-e-Hadith: Marhum ( dead) rishtedaro ki taraf se Hajj

14064120 595015900703001 8552438530017172774 n

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Marhum ( dead) rishtedaro ki taraf se Hajj Ibn Abbbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek aurat ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se apni walid ke bare mein pucha jiska inteqal bagair hajj kiye ho gaya to Aap Sal-Allahu AlaihiWasallam ne farmaya tum unki taraf se hajj karo. Sunan Nasaii, Vol […]

HUQUMAT KA BOJ

Seven Qualities that Allah Loves

HIQAYAT:- ********* Hazrat Umar Ibne Abdul Aziz Alaihir-Rahmaan Jab Khalifa Mukarrar Hue To Aap Apne Ghar Jaker Musalle Per Baitker Rone Lage Hathta Ki Aapki Daadi Aasuoan Se Ter Hogayi! Aapki Biwi Ne Aapse Daryaft Kiya Ki Aap Rote Kyon Hain? Farmaya, Meri Gardhan May Ummat-A-Mohammadiya SALLALLAHU-ALAIHI-WASALLAM Ka Kul Boj Daal Diya Gaya! Main Apni […]

CHOOAARE KA DARAKHT

muhammed s.a.w

HIQAYAT ********** Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Zamane May Ek Shaks Hazrat Abu Dujana Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ki Aadat Thi Ki Subah Namaz Padhte Hi Fauran Ghar Chale Jate The! Ek Din Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Daryaft Farmaya Ki Aisa Kyon Karte Ho? Unohne Bayaan Kiya Ki Mere Padosi Ke Ghar May Chooaare Ka Ek Darkaht Hain, Raat Ko Uske […]

Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam

FB IMG 14727317702200240

Abu Ayyub ansari radi allahu anhu ki mehman nawazi -SubhanAllah ——– Abu Ayyub ansari radi allahu anhu ke aazad karda gulam Aflah rivayat karte hain ki Rasool-Allah sal-allahu alaihi wasallam jab unke ghar tashreef laye to Aap salallahu alaihi wasallam neeche ke kamre mein rahe aur Abu ayyub ansari radi allahu anhu upar ke kamre […]