Islamic Blog

Maah e Zil Qa’ada ke khaas mubarak din :

2 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Sadr-ush-Shariah Amjad Ali Aazmi rahmatullāhi alaihi (Ghausi, Azamgadh, Uttar Pradesh);
3 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Habeeb-ur Rahmān rahmatullāhi alaihi (Badaun, Uttar Pradesh);
4 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Ata Muhammad Bandyalwi rahmatullāhi alaihi;
8 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Husaam-ud-deen Multani rahmatullahi alaihi (Patan, Gujarat);
9 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Muhammad Shaah Bhikaari rahmatullāhi alaihi (Kakori, Uttar Pradesh);
11 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Noor Muhammad Badayuni rahmatullāhi alaihi (Delhi);
12 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Aurangzeb Aalamgeer rahmatullāhi alaihi (Kuldabad, Maharashtra);
12 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Nizaam-ud-deen Aurangabadi rahmatullāhi alaihi (Aurangabad, Maharashtra);
13 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Kaamun Shaah Wali rahmatullāhi alaihi (Bavlavadar, Gujarat);
14 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Fazlullāh rahmatullāhi alaihi (Kalpi, Uttar Pradesh);
16 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Khawaja Banda nawaaz Gaisu daraaz rahmatullāhi alaihi (Gulbarga, Karnataka);
17 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Sayyed Hasan Khateeb Chishti rahmatullāhi alaihi (Dholka, Gujarat);
19 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Muhammad Abdul Ghaffaar rahmatullāhi alaihi (Kerap, Rajasthan);
19 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Haafiz Muhammad Ali Shaah Khairabadi rahmatullāhi alaihi (Khairabad, Uttar Pradesh);
24 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Soofi Akhlaaq Ahmad saahib Naqshbandi Mujaddidi rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
27 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Kamaal-ud-deen Allama Chishti rahmatullahi alaihi (Delhi);
27 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Hasan Muhammad rahmatullahi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
28 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Azeezan Ali Ramitani rahmatullāhi alaihi (Khwaarizm / Uzbekistan);
28 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Khawaja Hasan Mohammad Chishti rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
29 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Muhammad at-Taqi rahmatullāhi alaihi (Kazmain / Iraq);
29 Zil Qa’ada – Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Naqi Ali Khan rahmatullāhi alaihi (Bareilly, Uttar Pradesh).

********
ALLĀH ta’ala is Maah e mubarak me us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe me aur tamaam Auliya Allāh ke waseele se
Sab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ko hidayat ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sahi tareeqe se zyada ibaadat karne ki taufiq ata farmae aur Hamare nek amal qubool farmae aur In buzurgaan e deen ko isaal e sawaab karne ki taufiq ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi aur izzat ata farmae aur Sab ki nek jaa’iz muraado ko puri farmae.

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm